• Skip to primary navigation
  • Skip to content
  • Skip to primary sidebar

Urdu Totke logo

  • Home
  • Kitchen Recipe
  • Skin
  • Health
  • Hair
  • Women
  • Makeup
  • Fashion
  • Men
  • Foot
  • Hands
  • Weight Loss
  • Islam
    • Hazrat Ali
    • Qurani Wazaif
    • Masnoon Duain
    • Ramzan Mubarak
You are here: Home / Health / Spinach uses and health benefits in urdu and hindi

Spinach uses and health benefits in urdu and hindi

December 12, 2016 by urdutotke Leave a Comment

Spinach uses and health benefits in urdu and hindi

Spinach uses and health benefits in urdu and hindi Spinach uses and health benefits in urdu and hindi

Spinach: (Paalak)

Palak ek bohot mashoor sabzi hai. Palak kay patton ka saag banakar khaya jata hai. Palak ka mizaaj sard tar hai.

Palak kay fawaid:

1 – Jin logon kay jism mai khoon ki kami ho is kay istemal se inhe kashta folad jitna faida hota hai.

2 – Daaimi qabz walon kay liye is ka baqaida istemal qabz ko door kar deta hai.

3 – Tamam sabziyon se zyada zod hazam hai aur maada ki jalan ko door karti hai.

4 – Jism mai hayateen ki miqdar ko barhane kay liye paalak aur mooli kay patte bator salad namak laga kar khane chahiye.

5 – Palak mai folad aur calcium ki miqdar bohot zyada hoti hai. Folad khoon barhata hai aur jigar ko taqwiyat deta hai. Calcium haddiyon ki saakht ko mazboot , sakht aur paaidar banata hai. Is liye khoon ki kami mai paalak ki sabzi behtreen ghiza aur dawa hai. Zod hazam hone ki waja se mareezo ko is kay khane mai faida hota hai.

Spinach Benefits & Information in urdu and hindi,

paalak se qabz ka ilaj,

haddiyon kay liye palak ka istemal

پالک

پالک ایک بہت مشہور سبزی ہے . پالک کے پتوں کا ساگ بناکر کھایا جاتا ہے . پالک کا مزاج سردتر ہے

پالک کے فوائد

١ – جن لوگوں کے جسم میں خون کی کمی ہو اس کے استعمال سے انہیں کشتہ فولاد جتنا فائدہ ہوتا ہے

٢ – دائمی قبض والوں کے لئے اس کا باقاعدہ استعمال فیض کو دور کر دیتا ہے

٣ – تمام سبزیوں سے زیادہ زود ہضم ہے اور معدہ کی جلن کو دور کرتی ہے

٤ – جسم میں حیاتین کی مقدار کو بڑھانے کے لئے پالک اور مولی کے پتے بطور سلاد نمک لگاکر کھانے چاہیے

٥ – پالک میں فولاد اور کیلشیم کی مقدار بہت زیادہ ہوتی ہے . فولاد خون بڑھاتا ہے اور جگر کو تقویت دیتا ہے . کیلشیم ہڈیوں کی ساخت کو مضبوط ، ساخت اور پائدار بناتا ہے . اس لئے خون کی کمی میں پالک کی سبزی بہترین غذا اور دوا ہے . زود ہضم ہونے کی وجہ سے مریضوں کو اس کے کھانے میں فائدہ ہوتا ہے

 

Filed Under: Beauty Tips in Urdu, Desi Totkay, Health, Tips in Urdu, Urdu Totkay Tagged With: haddiyon kay liye palak ka istemal, paalak se qabz ka ilaj, Spinach Benefits & Information in urdu and hindi

Previous Post: « Hyderabadi chicken recipe in urdu
Next Post: brown’s chicken(desi murghi) health benefits in urdu »

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar


Follow Us on Social Platforms

Categories

  • Beauty Tips in Urdu
  • Desi Totkay
  • Dry Fruits Tips
  • Fashion
  • Foot
  • Fruits
  • Hair
  • Hands
  • Hazrat Ali
  • Health
    • Herbal Tips
    • Natural Health Tips
    • Pulses
  • Islam
    • Wazaif
  • Kitchen Recipe
    • Cooking Recipe in Urdu
    • Fast Food
    • Juice
    • Meat
    • Snacks Recipe
    • Sweets Recipe
    • Tea Time
    • Vegetable Recipe
  • MAJMOA-e-WAZAIF
  • Makeup
  • Masnoon Duain
  • Men
  • Nails
  • Qurani Wazaif
  • Ramzan Mubarak
  • Skin
  • Tips in Urdu
  • Urdu Tips
  • Urdu Totkay
  • Weight Loss
  • Women




Copyright © 2019 Urdu Totke on the Urdu Totke