Basil Seeds (Takham Malanga) Health Benefits in Urdu

61 / 100

Basil Seeds (Takham Malanga) Health Benefits in Urdu

  • Basil seeds kaale rang ke daane hote hen.
  • Basil seeds ki taseer thandi hoti he.
  • Iska istemal zyada tar mashroobat, faluda aur qulfi men hota he.
  • Basil seeds men doodh ke muqable men 5 gunah zyada calcium aur narangi he.
  • Basil seeds men doodh ke muqable men 7 gunah zyada vitamin c mojood hota he.
  • Basil seeds ke istemal se neend ko behtar bana sakte hen.
  • Basil seeds khoon men sugar ki sitah ko aitedal men lata he.
  • Basil seeds nizame hazma ko behtar banane men madad deta he.
  • Basil seeds potasium aur omega 3 se bharpoor he.
  • Basil seeds aanton ki safai men ahem kirdar ada karta he.
  • Basil seeds mukhtalif qisim ke sartan se hifazat karta he.
  • Basil seeds aurthoroids ke dard men aram deta he.
  • Basil seed mudafati nizam ko mazeed taqat faraham karta he.
  • Basil seeds pet ki garmi ko door karta he.
  • Garmi men loo lagne se bachata he.
  • 7 daane Basil seeds ke raat ko adha cup pani men bhigo den aur subha nehar moon pi len kuch din ke istemal se chehre aur body ke daane khatam ho jate hen.
  • Basil seeds jism ko farhat bakhshta he.
  • 1 tea sp Basil seeds aur 1 tea sp cheeni mila kar khane se khawateen ki pani ki shikayat door ho jati he.

Leave a Comment