Balkhora ka gharelu ilaj Urdu totkay

balkhora ka ilaj

Balkhora ka gharelu ilaj Urdutotkay urdu totkay for balkhora and balchar: 1 – Aab adrak, sirka, roghan kalonji, takhum kalonji, Aab adarak aur sirka hum wazan lekar sar mai lagaen. Aur raat ko sone se qabal takhum kalonji ko roghan kalonji aur sirka mai pees kar mutasira maqam par laip karen chand dino ka istemal … Read more

home remedies for lice in urdu and hindi

how to get rid of head lice

home remedies for lice in urdu and hindi how to kill lice : (Juen maarne ka tarika) Safoof Kalonji aur sirka dono adwia ko khoob mix karen. Chehre kay faazil baalon ko khatam karne aur sar mundwane se behter hai ke donon cheezen milakar lep karen. Aur 3 baar din mai roz ise istemal karen. … Read more

Uses and Benefits of Pineapple in urdu and hindi

Uses and Benefits of Pineapple in urdu and hindi

Uses and Benefits of Pineapple in urdu and hindi Pineapple Fruit Health Benefits in Urdu: Pineapple: (Ananaas) Is ka rang bahir se surkh aur andar se zard hota hai. Is ka zaiqa sheree tarshi maail hota hai . Is ka mizaaj sardo tar hai. Pineapple (Ananas) kay fayde: 1 – Pineapple mai vitamin c wafir … Read more

Ganj Pan Ka Ilaj | Ganjapan Khatam Karne Ka Tarika

Ganj Pan Ka Ilaj | Ganjapan Khatam Karne Ka Tarika

Ganj Pan Ka Ilaj | Ganjapan Khatam Karne Ka Tarika Ganj pan ka dhania se ilaj: Sar ka ganj: Ye ek bimari hai jis se insan baalon ki naimat se mehroom hojata hai. Sabz dhania ka pani nikaal kar rozana sar par lagaya karen. Chand roz aisa karne se ganj pan door hojaega. ganj pan ka … Read more

Hair Fall Tips in Urdu and Hindi

hair fall tips in urdu by zubaida apa

Urdutotke.com brings you the best solution for hair fall problem of mens and womens in roman urdu and hindi.Hair is sign of beauty, without hair people feels insecure and they feel themselves less than others. Baal Ghane aur Ugane ke Tips: Jin khawateen o hazraat ke baal girte hon to wo baalon ki jaron mai … Read more

White hair treatment in hindi and urdu

white hair treatment in hindi

White hair treatment in hindi and urdu Home remedies for white hair: Kalonji se safed balon ka ilaj 1 – Neem, andraen, kalonji teeno adwia kay ek saath lekar tel nikalwalen aur rozana hum wazan tel baalon par lagaen. Insha Allah safedi khatam hojaegi aur baal phir se siyah hojaenge. 2 – 100 gram mehendi … Read more

How to grow your hair faster in urdu

how to grow hair in hindi and urdu

How to grow your hair faster in urdu Baalon ko lamba aur ghane karne ka totka: Kaale maash saabit ek cup, Amla aadha cup, Sikakai aadha cup, Methi kay beej 2 bare chamach aur leemun kay chilkay sookhe hue 4 adad. In tamam ashiya ko pees len aur safoof banalen. Ye safoof garam pani mai … Read more

Homemade shampoo for hair shining in urdu

بالو کا رنگ بہتر بنانے والا پیسٹ

Homemade shampoo for hair shining in urdu Baalon ka rang behtar banane kay liye: Mehendi ko raat bhar pani mai bhigoe rakhen aur phir ise us waqt tak ubalen jab tak kay ye paste na ban jae. Ise baalon lagaen aur khushk hone par dho daalen.Dhone kay liye pani istemal karen. Ye amal hafte mai … Read more

Benefits of Shikakai and Reetha for hair in urdu

سکا کائی اور ریٹھا کے فوائد

 Benefits of Shikakai and Reetha for hair in urdu and hindi Shikakai aur Reetha kay Fawaid: Qudrat ne shikakai paida kar kay goya baalon ka ilaj bhi saath de dia hai. Ye safai karne wale aement ki hesiat se bhi kam karte hain.Jab kay hina ek behtreen conditioner hai. Saabun apkay baalon ko saaf nahi … Read more

Hair Care tips in urdu and hindi

بالوں کی حفاظت

Hair Care tips in urdu and hindi Hair Problems Solutions in Urdu Regular Shampoo:  Sika kai ka ghar ka bana hua mixture reetha aur aamla barabar miqdar mai len. Ye khushk baalon kay liye aur aam baalon kay liye ek behtreen shampoo hai. Protein Shampoo: Ande  ki safedi mai ek baar apne baalon ko lagaen. … Read more

Siyah halke, baalon ka waqt se pehle safed hona aur sar ki juon ka ilaj

Natural dyings and perfumes and solution of heat stroke in urdu and hindi

Siyah halke, baalon ka waqt se pehle safed hona aur sar ki juon ka ilaj   Is Post mai ap 3 cheezon kay hal jan sakenge jis mai pehla hai siyah halko ko door karna.Doosra safed baalon ko phir se kaala karne ka tariqa aur teesra sir ki juen khatam karne ka desi tariqa.   … Read more

Treatment for burning hands,foots,crack heels and sikri in urdu

Natural dyings and perfumes and solution of heat stroke in urdu and hindi

Treatment for burning hands,foots,crack heels and sikri in urdu   How to remove burn marks on skin in urdu – Jale hue ka desi ilaj: Hina kay patton ko pees kar paaun aur haathon ki hatheli par is ka lep kia jae. Aerhiyon ka pathna(Crack heel solution) Raat ko sone se qabl talo ka tel … Read more