Aik Waar Aur Kar K Yeh Kissa Tamaam Ho,
Aik Waar Aur Kar K Yeh Kissa Tamaam Ho, Ae Katil Yun Na Jaa Humein Sisikta Chor K
Qatil is a word in the Urdu language that means “killer” or “murderer.” Qatil poetry is poetry that deals with themes related to killing or murder, such as violence, justice, and the consequences of taking a life. This type of poetry may explore the emotions and motivations of killers, as well as the impact that their actions have on the people around them and on society as a whole. Qatil poetry can be written in a variety of styles and tones, ranging from serious and contemplative to dramatic and intense. It can be used as a way to explore the complex and often disturbing nature of murder and violence, as well as to reflect on the consequences of these actions.
Aik Waar Aur Kar K Yeh Kissa Tamaam Ho, Ae Katil Yun Na Jaa Humein Sisikta Chor K
Zindagi Aa Tujhe Qatil K Hawale Kardun, Mujh Se Ab Khoon Tamana Nahi Dekha Jaata
Adaa Katil, Bayaa’n Katil, Zuba’n Katil, Nigah Katil, Tumhara Silsila Shayad Kisi Katil Se Milta Hai ادا قاتل، بیاں قاتل، زباں قاتل، نگاہ قاتل تمہارا سلسلہ شاید کسی قاتل سے ملتا ہے
Ishq Toh Qatil Hai Bahut Masoom Logon Ka, Jaane Kyun Log Iss Mujrim Ko Dil Mein Panah Dete Hain
Kabhi In Ada’on Ka Zulam Kabhi In Nigahon Ka Zulam, Wafaon Ki Kasam Tere Aashiq Na Hote Toh Tere Katil Hote Hum
Na Dhund Apne Dard Ke Dawa Dar Be Dar, Milte Hain Yahan Katil Maseeha Ke Roop Mein
Apni Gali Mai Mujh Ko Na Kar Dafan Bad-e-Qatl Mere Pate Se Khalq Ko Kyun Tera Ghar Mile اپنی گلی میں مجھ کو نہ کر دفن بعد قتل میرے پتے سے خلق کو کیوں تیرا گھر ملے
Main Bhi Ruk Ruk Ke Na Marta Jo Zaban Ke Badle Dashna Ik Tez Sa Hota Mere Gham-Khavar Ke Paas میں بھی رک رک کے نہ مرتا جو زباں کے بدلے دشنہ اک تیز سا ہوتا مرے غم خوار کے پاس
Rahe Na Jaan To Katil Ko Khoon-Baha Dijiye Kate Zaban To Khanjar Ko Marhaba Kahiye رہے نہ جان تو قاتل کو خوں بہا دیجے کٹے زبان تو خنجر کو مرحبا کہیے