Hum Abhi Haroof e Tahaji Bhi Nahi Parh Sakte,
Hum Abhi Haroof e Tahaji Bhi Nahi Parh Sakte, Aur Tumhari Aankhen Hain Riyazi Ke Sawalon Jaisi
Heart touching shayari is poetry that evokes emotions and feelings in the reader. It may be romantic, melancholy, nostalgiciac, or introspective, and often speaks to the human experience in a way that is relatable and poignant. Heart touching shayari can be found in many different forms, including traditional poetry, spoken word, and rap.
Hum Abhi Haroof e Tahaji Bhi Nahi Parh Sakte, Aur Tumhari Aankhen Hain Riyazi Ke Sawalon Jaisi
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath, Log Mar Jaate Hain Alfaaz Ke Sath
Yani Ab Log Seekhaein Ge Main Kaise Dekhun, Meri Marzi Main Uss Shaks Ko Jaise Dekhun
Nahi Hote Bardasht ‘ Tum ‘ Per 2 Nukte, Tab Hee Toh Kehta Hun ‘ Hum ‘ Ho Jayein
Qayamat Hai Zalim Ki Neechi Nigahein, Khuda Jaane Kya Ho Jo Nazrein Utha Lein
Sar Pe Pari Nibha Raha Hun Jaise Taise Main, Duniya Tere Mizaj Ka Banda Nahi Hun Main
Khud Se Jeetne Ki Zid Hai Mujhe Khud Ko Hee Harana Hai, Main Bhir Nahi Hun Duniya Ki Mere Ander Aik Zamana Hai