Islamic Dua When Entering The Home in Urdu

Islamic Dua When Entering The Home in Urdu

ghar mai dakhil hone ki duaGhar Mein Dakhil Honay Ki Dua

Ghar mein dakhil hone ki dua:

Barawiat Hazrat Abu Malik Ashari R.A Rasool e Khuda Peace Be Upon Him ne farmaya jab koi shakhs ghar mai daakhil ho to ye dua parh kar ghar walo ko Assalam Wa Alaikum Kahe.

Dua ap image mai dekh sakte hain jis ka tarjuma mundarja zel hai.

“Aye Allah! Mai tujh se ghar mai dakhil hone aur nikalne ki behtri ka karta hoon. Allah ka naam lekar hum dakhil hote hain aur hum apne rab par mukammal bharosa karte hain.”

masnoon duain,
islamic dua,
qurani duain,
dua islam

Leave a Comment