Namaz-e-Tahajjud ki Dua | Masnoon Duain

68 / 100

Namaz-e-Tahajjud ki dua

Namaz Tahajjud ki dua Namaz-e-Tahajjud ki dua

Namaz e Tahajjud se pehle parhen ki dua:

Hazrat Ayesha R.A se riwayat hai ke Rasool Allah Peace Be Upon Him jis waqt raat ko uth kar namaz e tahajjud shuru shuru farmate to pehle ye dua parhte.

Dua ap image mai dekh sakte hain jis ke maana hai.

“Ae Allah! Jibrail aur Mikael aur Israfeel ke Rab, Asmano aur zameen ke paida karne wale ghaib aur hazir ke janne wale, Ap faisla karenge apne bandon ke darmiyan mai jin baaton mai wo ikhtilaf kar rahe hain Ap in ki baaton mai mujhe dikhaen jo haq hai apne izn se, be shak tu jise chahta hai seedhi raah ki taraf chala deta hai.”

Leave a Comment