Wazu ke baad ki dua – masnoon duain

Wazu ke baad ki dua – masnoon duain

Wazu ka baad parhne ki dua Wazu ke baad ki dua

muslim dua (Wazu ke baad ki dua): 

Wazu shuru Bismillah parh kar kia jae aur wazu ke baad bar wayat hazrat umer farooq R.A ye kalmat parhe jaen to jannat ke aathon darwaze kholdiye jaenge.

Pehli dua ap image mai dekh sakte hain jis ke urdu mai maana hai.

“Mai gawahi deta hoon ke Allah Ta’ala ke siwa koi maabood nahi wo akela hai koi us ka shreek nahi aur mai gawahi deta hoon ke Muhammad Peace be upon him us bande aur rasool hain.”

Doosri Dua:

Jaama Trimedi shareef ki riwayat ki rooh se kalma shahadat ke saath ye dua mila leni chahiye.

Doosri dua bhi ap image mai dekh sakte hain jis ke maana hai.

“Wazu ke baad ki duaon ko aasman ki taraf nazar kar ke koi baat karne se pehle parhna chahiye.”

masnoon duain with urdu translation

islamic dua

Leave a Comment