Mudaton Bad Mayasar Howa Maa Ka Anchal
Mudaton Bad Mayasar Howa Maa Ka Anchal Mudaton Bad Hamey Neend Suhani Aai
Mudaton Bad Mayasar Howa Maa Ka Anchal Mudaton Bad Hamey Neend Suhani Aai
Ab Unhe Mera Bolna Acha Nahi Lagta Bachpan Main Jo Mugh Say Kahanian Suna Karty Thay
Dard Chala Jata Hai Meray Ghar Ki Dehleez Say Udas Ho Kar Pareshan Nahi Hota Main Kabhi Apni Maan Kay Pass Ho Kar
Munawar Maa Kay Aagy Youn Kabhi Khul Kar Nahi Rona Jahan Bunyad Ho, Itni Nami Achi Nahi Hoti
Maa Pehle Aansu Aate The To Tum Yaad Aati Thi Aaj Tum Yaad Aati Ho Aur Aansu Nikal Aate hain
Khubsoorti Ki Inteha Bepanah Dekhi Jab Main Ne Muskurati Hui Maa Dekhi
Duniya Main Mujhay Jo Bhi Mila Jitna Mila Hai Sab Kuch Ye Meri Maan Ki Duaaon Ka Sila Hai
Ajab Main Nay Maa Ka Piyar Dekha Kha Beta Raha Tha, Pait Maa Ka Bhar Raha Tha
Khuda Kay Baad Jis Nay Mughe Pura Kiya Ahl-E-Jahan Suno Wo Meri Maa Hai
Khuda Ka Arsh Thar Tharany Lagta Hai Jab Koimaa Ko Satany Lagta Hai