Bewafa Poetry
A TO JAISE DIN KE SAATH DIL BHĪ ĠHURŪB HO GAYĀ
Aaj To Jaise Din Ke Saath Dil Bhi Ghurub Ho Gaya
Shaam Ki Chaaye Bhi Gai Maut Ke Dar Ke Saath Saath
IDRIS BABAR
Bewafa Poetry
Din Kisi Tarha Se Kat Jaega Sadkon Pe Shafaq
Din Kisi Tarha Se Kat Jaega Sadkon Pe 'Shafaq'
Shaam Phir Aaegi Ham Shaam Se Ghabrayenge
FAROOQ SHAFAQ
Bewafa Poetry
Dekhte Hain Be-Niyazana Guzar Sakte Nahin
Dekhte Hain Be-Niyazana Guzar Sakte Nahin
Kitne Jeete Is Liye Honge Ki Mar Sakte Nahin
MAHBOOB KHIZAN
Bewafa Poetry
TUM MITĀ SAKTE NAHĪÑ DIL SE MIRĀ NAAM KABHĪ
tum miTā sakte nahīñ dil se mirā naam kabhī
phir kitāboñ se miTāne kī zarūrat kyā hai
UNKNOWN
Bewafa Poetry
AB TO KUCHH BHĪ YAAD NAHĪÑ HAI
ab to kuchh bhī yaad nahīñ hai
ham ne tum ko chāhā hogā
MAZHAR IMAM
Bewafa Poetry
VAISE TO SABHĪ NE MUJHE BADNĀM KIYĀ HAI
vaise to sabhī ne mujhe badnām kiyā hai
tū bhī koī ilzām lagāne ke liye aa
UNKNOWN
Bewafa Poetry
ZAḲHM HĪ TERĀ MUQADDAR HAIÑ DIL TUJH KO KAUN SAMBHĀLEGĀ
zaḳhm hī terā muqaddar haiñ dil tujh ko kaun sambhālegā
ai mere bachpan ke sāthī mere saath hī mar jaanā
ZEB GHAURI
Bewafa Poetry
YE ZINDAGĪ JO PUKĀRE TO SHAK SĀ HOTĀ HAI
ye zindagī jo pukāre to shak sā hotā hai
kahīñ abhī to mujhe ḳhud-kushī nahīñ karnī
SWAPPNIL TIWARI
Bewafa Poetry
sab sitāre dilāsa dete haiñ
sab sitāre dilāsa dete haiñ
chāñd rātoñ ko chīḳhtā hai bahut
ALOK MISHRA
Bewafa Poetry
IS JUDĀ.Ī MEÑ TUM ANDAR SE BIKHAR JĀOGE
is judā.ī meñ tum andar se bikhar jāoge
kisī ma.azūr ko dekhoge to yaad ā.ūñgā
WASI SHAH
Popular
Baat Bey Baat Jo Bhar Aati Hain Aankhen Apni,
بات بے بات جو بھر آتی ہیں آنکھیں اپنی
یاد...
Waqif-E-Gham, Mutabasam, Mutaqalam, Khamosh
واقفِ غم، متبسم، متکلم، خاموش
تم نے دیکھی ہیں کہیں...
Kafan Mery Sar Say Utar Kay Khoob Didar Kar Lena Phir Kabhi
کفن میرے سر سے اُتار کے خوب دیدار کرلینا...
Parona Nahi Hamen Ankho May Intazar
پرونا نہیں ہمیں آنکھوں میں انتظار
بس کہہ دیا نا!...