Samajh Meñ Aa.E To Samjho Kabhī Hamārā Dukh

Samajh Meñ Aa.E To Samjho Kabhī Hamārā Dukh - Love Poetry

سمجھ میں آئے تو سمجھو کبھی ہمارا دکھ پھر اس کے بعد ہمارے ہوؤں کا دکھ سمجھو شیوندرا سنگھ Samajh Me Aae To Samjho Kabhi Hamara Dukh Phir Us Ke Baad Hamare Huon Ka Dukh Samjho SHIVENDRA SINGH

Misl-e-majnūñ Jo Pareshāñ Hai Bayābān Meñ Aaj

Misl-e-majnūñ Jo Pareshāñ Hai Bayābān Meñ Aaj - Love Poetry

مثل مجنوں جو پریشاں ہے بیابان میں آج کیوں دلا کون سمایا ہے ترے دھیان میں آج جرأت قلندر بخش Misl-e-majnoo Jo Pareshan Hai Bayaban Me Aaj Kyun Dila Kaun Samaya Hai Tire Dhyan Me Aaj JURAT QALANDAR BAKHSH

Mere Tāvīz Meñ Jo Kāġhaz Hai

Mere Tāvīz Meñ Jo Kāġhaz Hai - Love Poetry

میرے تعویذ میں جو کاغذ ہے اس پہ لکھا ہے محبت کرنا سوپنل تیواری Mere Taaviz Me Jo Kaghaz Hai Us Pe Likkha Hai Mohabbat Karna SWAPPNIL TIWARI

Dil Kī DhaḌKan Ko Sunā Ġhaur Se Kal Raat ‘adīl’

Dil Kī DhaḌKan Ko Sunā Ġhaur Se Kal Raat 'adīl' - Love Poetry

دل کی دھڑکن کو سنا غور سے کل رات عدیلؔ جس کو میں ڈھونڈھتا رہتا ہوں بسا ہے مجھ میں عدیل زیدی Dil Ki Dhadkan Ko Suna Ghoor Se Kal Raat Ko ‘Adil’ Jis Ko Me Dhundta Rehta Hun Basa Hai Mujh Me ADEEL ZAIDI

Mirī Jānib Na Ab BaḌHnā Mohabbat

Mirī Jānib Na Ab BaḌHnā Mohabbat - Love Poetry

مری جانب نہ اب بڑھنا محبت میں اب پہلے سے مشکل راستہ ہوں لیاقت علی عاص Meri Jaanib Naa Ab Badhhna Mohabbat Me Ab Pehle Se Mushkil Raasta Hun LIYAQAT ALI AASIM

Mohabbat Kā Un Ko Yaqīñ Aa Chalā Hai

Mohabbat Kā Un Ko Yaqīñ Aa Chalā Hai - Love Poetry

محبت کا ان کو یقیں آ چلا ہے حقیقت بنے جا رہے ہیں فسانے مہیش چندر نقش Mohabbat Ka Unko Yaqeen Aa Chala Hai Haqeeqat Bane Jarhe Hai Fasaane MAHESH CHANDRA NAQSH

Ai Dil Tamām Naf.A Hai Saudā-e-ishq Meñ

Ai Dil Tamām Naf.A Hai Saudā-e-ishq Meñ - Love Poetry

اے دل تمام نفع ہے سودائے عشق میں اک جان کا زیاں ہے سو ایسا زیاں نہیں مفتی صدرالدین آزردہ Ae Dil Tamaam Nafa Hai Sauda e Ishq Me Ik Jaan Ka Ziyaa Hai So Aisa Ziyaa Nahi MUFTI SADRUDDIN AAZURDA  

‘Qatil’ Ab Dil Kī DhaḌKan Ban Gai Hai Chaap Qadmoñ Kī

'Qatil' Ab Dil Kī DhaḌKan Ban Gai Hai Chaap Qadmoñ Kī - Love Poetry

قتیلؔ اب دل کی دھڑکن بن گئی ہے چاپ قدموں کی کوئی میری طرف آتا ہوا محسوس ہوتا ہے قتیل شفائی ‘Qatil’ Ab Dil Ki Dhadkan Ban Gayi Hai Chaap Qadmo Ki Koi Meri Taraf Aata Hua Mehsoos Hota Hai QATEEL SHIFAI

Is Tarah Nigāheñ Mat Phero, Aisā Na Ho DhaḌKan Ruk Jaa.E

Is Tarah Nigāheñ Mat Phero, Aisā Na Ho DhaḌKan Ruk Jaa.E - Love Poetry

اس طرح نگاہیں مت پھیرو، ایسا نہ ہو دھڑکن رک جائے سینے میں کوئی پتھر تو نہیں احساس کا مارا، دل ہی تو ہے ساحر لدھیانوی Is Tarha Nigahen Mat Phero, Aisa Naa Ho Dhadkan Ruk jaye Seenay Koi Patthar To Nahi Ehsaas Ka Maara, Dil Hi To Hai SAHIR LUDHIANVI

Dil Thaam Ke Karvat Pe Liye Jā.Ūñ Huuñ Karvat

Dil Thaam Ke Karvat Pe Liye Jā.Ūñ Huuñ Karvat - Love Poetry

دل تھام کے کروٹ پہ لئے جاؤں ہوں کروٹ وہ آگ لگی ہے کہ بجھائے نہ بنے ہے کلیم عاجز Dil Thaam Ke Karwat Pe Liye Jau Hun Karwat Wo Aag Lagi Hai Ke Bujhaye Na Bane Hai KALEEM AAJIZ