Apna Toh Yeh Kaam Hai Bhai Dil Ka Dard Jalate Rehna
Apna Toh Yeh Kaam Hai Bhai Dil Ka Dard Jalate Rehna, Jhaag Jhaag Kar Un Raaton Mein Shair o Geet Gaate Rehna
Neend is a word in the Urdu language that means “sleep.” Neend poetry is poetry that deals with themes related to sleep, such as the desire for sleep, the experience of sleeping, and the importance of sleep. This type of poetry may explore the ways in which sleep impacts our emotions, our physical health, and our overall well-being. It may also touch on the difficulties of getting a good night’s sleep and the negative consequences that can come from a lack of sleep. Neend poetry can be written in a variety of styles and tones, ranging from lighthearted and playful to serious and introspective.
Apna Toh Yeh Kaam Hai Bhai Dil Ka Dard Jalate Rehna, Jhaag Jhaag Kar Un Raaton Mein Shair o Geet Gaate Rehna
Dil Ki Yeh Hasrat Thi Tujhe Dekheinge Khawabon Mein, Na Neend Aayi, Na Tum Aaye, Guzar Gayyi Raat Yaadon Mein
Soh Jao Mohsin Koi Sukha Hua Patta Hoga, Tere Aangan Mein Kahan Unke Kadam Aate Hain
Teri Aankhon Ki Kashish Kaise Tujhe Samjhaun, In Chiragon Ne Meri Neend Uraa Rakhi Hai
Kahan Gaye Shab e Furqat Ke Jagne Wale Sitare Sehri Hum Kalam Kab Se Hai
Phir Teri Yaad Mein Aankhen Huyi Shabnam Shabnam Phir Wohi Neend Na Aane Ke Zamane Aaye
Jab Se Para Hai Teri Nigahon Se Waasta Aati Nahi Hai Neend Sitaron Se Pooch Lo جب سے پڑا ہے تیری نگاہوں سے واستا آتی نہیں ہے نیند ستاروں سے پوچھ لو
Saza Yeh Dee Ke Aankhon Se Cheen Lee Neendein Kasoor Yeh Tha Jeene Ke Khawab Dekhe Thay سزا یہ دی کہ آنکھوں سے چھین لیں نیندیں قصور یہ تھا جینے کے خواب دیکھے تھے