Mar Gaye Khawab Sab Ki Aankhon Ke,

Mar Gaye Khawab Sab Ki Aankhon Ke - Jaun Elia Poetry

Mar Gaye Khawab Sab Ki Aankhon Ke, Har Taraf Hai Gila Haqeeqat Ka مر گئے خواب سب کی آنکھوں کے ہر طرف ہے گلہ حقیقت کا

Ehd e Rafaqat Theek Hai Lekin Mujhko Aesa Lagta Hai,

Ehd e Rafaqat Theek Hai Lekin Mujhko Aesa Lagta Hai, - Jaun Elia Poetry

Ehd e Rafaqat Theek Hai Lekin Mujhko Aesa Lagta Hai, Tum Toh Mere Sath Rahogi Main Tanha Reh Jaunga عہد رفاقت ٹھیک ہے لیکن مجھ کو ایسا لگتا ہے تم تو میرے ساتھ رہو گی میں تنہا رہ جاؤں گا

Maine Sab Khwahishon Ko Taal Diya,

Maine Sab Khwahishon Ko Taal Diya, - Jaun Elia Poetry

Maine Sab Khwahishon Ko Taal Diya, Apne Dil Se Tumhe Nikal Diya میں نے سب خواہشوں کو ٹال دیا اپنے دل سے تمہیں نکال دیا

Kamsani Mein Bahut Shareer Thi Woh,

Kamsani Mein Bahut Shareer Thi Woh, - Jaun Elia Poetry

Kamsani Mein Bahut Shareer Thi Woh, Ab Toh Shetaan Ho Gayi Hogi کمسنی میں بہت شریر تھی وہ اب تو شیطان ہو گئی ہوگی

Tund Lamhon Se Toot Phut Ke Main,

Tund Lamhon Se Toot Phut Ke Main, - Jaun Elia Poetry

Tund Lamhon Se Toot Phut Ke Main, Teri Baahon Mein Aan Parta Hun تند لمحوں سے ٹوٹ پھوٹ کے میں تیری بانہوں میں آن پڑتا ہوں

Woh Jo Rehti Thi Dil Muhalle Mein,

Woh Jo Rehti Thi Dil Muhalle Mein, - Jaun Elia Poetry

Woh Jo Rehti Thi Dil Muhalle Mein, Phir Woh Larki Mujhe Mili Hee Nahi وہ جو رہتی تھی دل محلے میں، پھر وہ لڑکی مجھے ملی ہی نہیں

Mujhse Milne Ko Aap Aaye Hain,

Mujhse Milne Ko Aap Aaye Hain, - Jaun Elia Poetry

Mujhse Milne Ko Aap Aaye Hain, Bethiye Main Bula Kar Laata Hun مجھ سے ملنے کو آپ آئے ہیں ؟ بیٹھیئے میں بُلا کے لاتا ہوں

Ham Sune Aur Sunaye Jaate Thay

Ham Sune Aur Sunaye Jaate Thay - Jaun Elia Poetry

Ham Sune Aur Sunaye Jaate Thay Raat Bhar Ki Kahaniyan Thay Hum ہم سُنے اور سُنائے جاتے تھے رات بھر کی کہانیاں تھے ہم