Bheegi Aankhon Ne Wohi Manzar Dekha
Bheegi Aankhon Ne Wohi Manzar Dekha Har Ghari Khud Ko Tera Muntzair Dekh
Intezar is a term that means “waiting” or “anticipation” in Urdu. In the context of poetry, intezar poetry is poetry that explores the theme of waiting or anticipation. This could refer to waiting for a loved one to return, waiting for a special event or moment, or simply the anticipation of something unknown or uncertain. Intezar poetry often reflects on the feelings of longing and yearning that come with waiting, and may be romantic, melancholic, or introspective in nature.
Bheegi Aankhon Ne Wohi Manzar Dekha Har Ghari Khud Ko Tera Muntzair Dekh
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen Tere Khawabon Ke Ta’aqub Mein Nikal Jaati Hain
Woh Dil Kahan Se Laun Teri Yaad Jo Bhoola De Mujhe Yaad Aane Wale, Koi Rasta Toh Bata Dey
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab Kuch Aesi Beqarari Hai Tere Intezar Ki
Bare Taabah Bare Roshan Sitare Toot Jaate Hain Seher Ki Raah Takna Ta Seher Asaa’n Nahi Hota
Mudatton Unke Tasawar Mein Guzaari Raatein Mudatton Unke Tasawar Se Garehzaa’n Bhi rahe
Woh Hum Hee Hain Jo Bethey Rehte Hain Hijr Ke Bechain Mazaron Pe Malango Ki Tarah