Duniya Meri Wafaon Ka Sila De Chuki Mujhe
Duniya Meri Wafaon Ka Sila De Chuki Mujhe Laa Tu Bhi Mera Khaloos Mere Munh Pe Maar Dey
Duniya Meri Wafaon Ka Sila De Chuki Mujhe Laa Tu Bhi Mera Khaloos Mere Munh Pe Maar Dey
Main Apni Dosti Ko Sheher Mein Ruswa Nahi Karta Mohabbat Karta Hoon Magar Charcha Nahi Karta
Hum Chor Deinge Tumse Yun Baat Cheet Karna, Tum Poochte Phiroge Hum Se Kasoor Apna
Mujhko Chaa’on Mein Rakha Khud Jalta Raha Dhoop Mein, Maine Dekha Hai Aik Farishta Baap K Roop Mein
Un Dino Zinda Toh Tha Per Iss Kadar Nahi Jin Dino Mere Thay Tum Per Mere Nahi
Woh Apne Hee Hote Hain Jo Lafzon Se Maar Dete Hain Warna Gairon Ko Kya Khabar Ke Dil Kis Baat Pe Dukhta Hai
Dukh Yeh Nahi Ke Koi Apna Nahi Azeem Dukh Yeh Hai Ke Kisi Ne Apna Bana Ke Chor Diya
Hum Ne Aanso’on Se Likhi Daastan e Hayat Yaqeen Jaano Tum Samajh Hee Naa Paoge
Bharosa Kis Pe Karte Iss Jahaan Mein Hum, Hum Ne Logon Ko Rang Badalte Dekha Hai