10 Benefits of Castor Oil in Urdu

castor oil benefits for skin in urdu

Castor Oil in Urdu: Castor oil ko urdu mai = ارند کا تیل kaha jata hai.   Castor oil ke beshumar fawaid mundarja zel hain. Castor Oil ke Fayde in Urdu and Hindi: 1 – Castor oil wazan kam karne mai bohot mufeed hai. 2 – Castor oil raat ko sote waqt istemal karen baalon … Read more

Chest Pain Treatment Aur Pasliyon Kay Dard ka Ilaj

chest pain treatment aur pasliyon kay dard ka ilaj

chest pain treatment aur pasliyon kay dard ka ilaj Seene Ka Dard | Chest Pain In Urdu | Pasli ka dard ki Waja aur Ilaj: Heeng se seene ka dard aur pasli kay dard ka mukammal ilaj. Ye dard seene kay us maqam par hota hai jahan dono pasliyan ek doosre se milti hain. Isko … Read more

Kamyabi ki Dua | Kamyabi Kay Liye Wazifa | Wazifa for Success

kamyabi ki dua

Kamyabi ki Dua | Kamyabi Kay Liye Wazifa | Wazifa for Success Har Mushkil Ki Dua Har Maqsad Mein Kamyabi: har kam mai kamyabi kay liye dua Assalam-o-alaikum dosto Ap apne masail ka hal comment kar kay bhi puch sakte hain ya email kar bhi puch sakte hain Mushkilat sab ki zindagi mai hoti hai … Read more

homemade beauty tips for fairness and glowing skin

chehre ka rang saaf kaise kare

homemade beauty tips for fairness and glowing skin beauty tips in urdu for face: Kalonji 50 gram pees kar aadha kilo shehed mai milakar aameza tayar karlen. Tarkeeb Istemal: Subah o sham chehre par laip kar ke aadha ghanta baad chehra saaf karlia jae. Fawaid: Chehre ko saaf khush rang aur chamakdar banata hai. aur … Read more

Mardana taqat ki dawa in urdu and hindi

mardana kamzori ka ilaj in urdu

Mardana taqat ki dawa in urdu and hindi Mardana Kamzori ka desi ilaj urdu mein: Umda gajaren lekar ooper se cheel len aur andar se guthli nikal den phir inhen kadu kash karlen. ye kaddu kash shuda gajaren ek ser lekar gaae ke ek ser doodh mai pakaen. Jab acho tarha gal jaen aur doodh … Read more

Matli Ulti aur Qe Ka Desi Ilaj In Urdu

Matli Ulti aur Qe Ka Desi Ilaj In Urdu 1

Matli Ulti aur Qe Ka Desi Ilaj In Urdu Treatment for Nausea and Vomiting in Urdu/Hindi: Kalonji se Ilaj: 1 – Sirka saib 100 gram, cheeni 200 gram, kalonji ka tel 10 qatre shamil kar kay mareez ko chataen Insha Allah matli aur qay foran band hojaegi. 2 – Loban zikarm, Kalonji, Zaitoon ka tel. … Read more

Home remedies for loose motion and dast

Home Remedies for Loose Motion

Home remedies for loose motion and dast Gharelu Nuskhe for Loose Motion in Urdu: Motion arhe hon to dhania daana baareek pees len aur baqadar 6 maasha hamrah chhaachh ya sada pani, din main 3 bar den. Khwan kitne hi dast arhe hon band hojate hain. Agar daston mai khoon ata ho to ek tola … Read more