homemade beauty tips for fairness and glowing skin

homemade beauty tips for fairness and glowing skin

chehre ka rang saaf kaise kare skin care tips in urdu

beauty tips in urdu for face:

Kalonji 50 gram pees kar aadha kilo shehed mai milakar aameza tayar karlen.

Tarkeeb Istemal:

Subah o sham chehre par laip kar ke aadha ghanta baad chehra saaf karlia jae.

Fawaid:

Chehre ko saaf khush rang aur chamakdar banata hai. aur jaazib nazar banata hai.

skin care tips in hindiBeauty tips for face whitening in urdu:

Kalonji ek chamcha, roghan til ek chamcha, roghan kalonji ek chamcha.

Tarkeeb Istemal:

Roghan kalonji ke ilawa har cheez milalen. Bawaqt sham roghan chehre par lagaen. Subah pani se saabun ke saath chehra dholen. Aur maajun mai chand qatre roghan kalonji milakar nosh karen. Ye course 7 din ka hai.

homemade skin care tipsSkin beauty tips in urdu language:

Safoof kalonji ek cup, safoof kalonji aur shehed ko mix karlen hatta ke marham ki tarha hojae to chehre par is ka lep karen. Ye amal din mai kai bar karna parega phir sabun se dho dalen. Insha Allah shifa naseeb hogi. Maqsad hal hoga.
homemade skin care tips in urdu

Tips for beautiful skin in home in urdu:

Roghan kalonji, kalonji, shehed khalis, kalonji ki chae istemal karaen magar cheeni ki jaga shehed khalis istemal mai laen.

Skin Whitening Tips In Urdu For Oily Skin:

Roghan kalonji mareez ke mun par rozana 3 baar lagaen. aur kalonji ki chae rozana ek bar pilaen.

Leave a Comment