Piliya ko Khatam Karne ka Asan Elaj in Urdu

Urdutotke provides you easy treatment of  jaundice in Urdu and Roman Hindi.

piliya ko khatam karne ka asan ilaj in urdu

Easy treatment of  jaundice:

Piliya ke marz men mooli ke patte nichorh kar peene se piliya door ho jata he.piliya ke marz men sab se mufeed gaajar he.kisi kharal men badami gaajaren khurach len aur ise kaprhe men daal kar nichorh len.is arq men jo 10, 12 tola ho is men 1 tola misri mila len.subha o shaam use peete rahen.piliya khatam ho jaey ga.mandi booti taza len aur ise nichorh kar is ka arq nikaal len.1 tola subha aur 1 tola shaam istemal karen boht jald piliya khatam ho jaey ga.

Leave a Comment