Jaryan Ka Asan aur Kamyab Elaj in Urdu

Urdutotke provides you powerful treatment of jaryan in Urdu and Roman Hindi.

jaryan ka asan aur kamyab ilaj in urdu

Powerful treatment of jaryan:

  1. Jaryan mardon ki bimari he.jo ke insani jism ko ghun ki tarah chaat jati he.agar jangli beron ki jarh ki chaal kisi saya daar jagah par rakh kar khushk kar li jaey aur 4,4 ratti subha sham khai jaey to 8 se 10 din men is moozi marz ki jarhen ukharh jati hen.elawa azeen ye dawa kasrat-e-hez,khooni pecheesh,bawaseer aur nakseer ke liye bhi mufeed o mujrib he.ye mardana quwat ke liye shandar nuskha he.
  2. Singharha bhi ek powerful elaj he jaryan ki bimari ke liye.
  3. 2 nar chuare ko 1/2 kilo doodh men itna pakaeyn ke 1 pao reh jaey.doodh ko room tempreture men thanda kar ke pehle chuare khaen aur phir doodh pi len.is se aap ko boht faida hoga INSHAH ALLAH.hafte men 2 se 3 baar ye amal karen.

Leave a Comment