Rozaydar ki Neend aur Khamoshi ki fazilat

rozadar ki neend

Rozaydar ki Neend aur Khamoshi ki fazilat Ramzan mai rozaydar ki ehmiyat bohot zyada barh jati hai isi liye Ramzan jesa koi mahina nahi. Ramzan ki Fazilat (Importance of Ramadan in urdu): Behqi ne naqal kia hai kay Rasool Khuda Peace Be Upon Him ne farmaya ke roza dar ki neend ibadat hai aur is … Read more

Ramzan ki Akhri Raat mai Sab ki Bakhshish

Ramzan ki Akhri Raat

Ramzan ki Akhri Raat mai Sab ki Bakhshish  Ramzan ke akhri shab ki fazilat: Jab Itaa’aat o Ibadat ke zariye anwaar o barkaat ke hasil karne ki toufeeq basabab afaaza rehmat khasa khudawandi (Allah ki khas rehmat ke bahao ki waja se) is maah mubarak mai mayesar haasil hojati hai aur ataa’at o farmanbardari se … Read more

Ramzan Shareef mai Ummat par 5 Khusoosi Inamat

ramzan ke inamat

Ramzan Shareef mai Ummat par 5 Khusoosi Inamat Ramzan Allah ka mahina hai aur ye mahina islami maheeno mai sab se afzal hai. 5 Gifts of Ramadan to Ummat of Muhammad Peace Be Upon Him:  Hazrat Abu Hurairah R.A se riwayat hai kay Aanhazrat Peace Be Upon Him ne farmaya kay Ramzan Shareef ke mutaliq … Read more

Roza kab Wajib aur Qazaa nahi hoga

ramzan ke masail

Roza kab Wajib aur Qazaa nahi hoga Ramzan aur Roze ke muamle mai kahin baareekiyan hain jinko samajhne ki zaroorat hai. Wajib aur Qazaa Roza (Ramadan ke Masail): Hazrat Abdullah Bin abbasi Razi Allah Anha se riwayat hai ke agar koi Ramzan mai bimar hojae aur theek na ho aur marjae to iski taraf se … Read more

Aitekaf Kay Laghwi aur Istelahi Maana

Aitekaf kya hai

Aitekaf Kay Laghwi aur Istelahi Maana Aitekaf ke laghwi aur istelahi maana mundarja zel hai. Aitekaf kya hai aur is ka matlab: Aitekaf “Ukoof” se nikla hai. Aur ukoof ka maana hai jam jana, beth jana, shari Istelah mai Ramzan Ul Mubarak ke akhri 10 din sunnat ki niyyat ke saath masjid ke andar apne … Read more

Dua Taraweeh Islamic Dua

dua taraweeh

Dua Taraweeh Islamic Dua Dua Taraweeh wo dua hai jise taraweeh kay doran parha jata hai aur ye islamic dua hai. Taraweeh dua with English and urdu Translation: Urdu Translation: Pak hai wo Allah jo mulk aur badshahat wala hai. Pak hai wo Allah jo izzat wala aur azmat wala aur heebat wala aur qudrat … Read more