Health Tips in Urdu and Hindi

Health Tips in Urdu and Hindi

desi health tips website

Gharelu Health Tips In Urdu And Hindi:

Jo mard wazan daftar mai kam karte hue waqfe waqfe se khare hon wo smart duble patle aur chust rehte hain. Hattaa ke 60 second ka bhi khara hona bhi badan par musabbit asraat martab karta hai, Maslan jism mai cholestrol ko kam kardeta aur insuline ka bazaam behter banata hai. Pichle barson mai jadeed tibbi tehqeeq ke zariye baaz aise tareeqay samne ae hain jinhen apna kar apni sehat ko behter banaya ja sakta hai. Ye tareeqe rozana apnaye jaen to mard wazan bimariyon se door aur khush baash rehte hain. In ka taaruf darj zel hain.

  1. Rozana green tea istemal karen.
  2. Rozana 1 apple khaen.
  3. Rozana 1.5 litre pani piyen.
  4. Rozana half lemon use karen.
  5. Rozana walk karen ya exercise karen.
  6. Stress kam se kam len aur khud ko masroof rakhen.

Leave a Comment