Amla benefits and uses in urdu and hindi

Amla benefits and uses in urdu and hindi

Amla benefits and uses in urdu and hindi Amla benefits and uses in urdu and hindi Amla benefits and uses in urdu and hindi

آملا سے علاج اور اس کے فائدے

آملا بڑا پھل ہے . عام طور پر عناب سے لے کر اخروٹ کے برابر ہوتا ہے . بڑے آملے کو بنارسی آملا کہتے ہیں . قدرت نے انسان کو جو نعمت پھل کی شکل میں عطا کی ہیں ان میں آملا کی خصوصیات قابل ذکر ہے . یہ وٹامن انسانی صحت کے لئے نہایت اھم سمجھی جاتی ہے . آملا اس وٹامن کا قدرتی خزانہ  ہے

آملے کو استعمال کرنے کا بہترین طریقہ یہ ہے کہ اسے دیگر پھلوں کی طرح کھایا جاۓ اور ساتھ میں حسب ذائقہ نمک بھی شامل کرلیں اسے سبزیوں کے طور پر بھی استعمال کیا جا سکتا ہے . آملوں کا مربہ اور اچار بھی دالتے ہیں
  
آملا بہت سی بیماریوں کا مؤثر علاج ہے . تازہ آملوں کے رس کو شہد میں ملاکر بہت سی بیماریوں میں استعمال کیا جاتا ہے اسے نہار منہ کھانا ہوتا ہے . اس کا متواتر استعمال جسم کو ایک نئی قوت بخشتا ہے جب تازہ پھل میسر نہ ہو تو خشک آملے کا پاؤڈر شہد کے ساتھ استعمال کیا جا سکتا ہے

آملا بالوں کو کالا کرنے اور ان کی افزائش میں بہت اھم کردار ادا کرتا ہے اس کے یہ بڑھاپے کو روکتا ہے جسم کو توانائی فراہم کرتا ہے اور مختلف بیماریوں سے بچاتا ہے

Amla kay faide aur is se beemari ka ilaj: Amla fruit for hair, vitmains and other treatments:

Amla bara phal hai. Aam tor par anaab se le kar akhrot kay barabar hota hai. Bare amle ko banarsi kehte hain.Qudrat ne insan ko jo naimat phal ki shakal mai ata ki hai hain. In mai aamla ki khusuiyat qabil-e-zikar hai. Ye vitamin insani sehat kay liye nihayat ehem samjhi jati hai. Amla is vitamin ka qudrati khazana hai.
Amle ko karne ka behtreen tariqa ye hai kay ise deegar phalon ki tarha khaya jae aur sath mai hasb-e-zaiqa namak bhi shamil karlen ise sabziyon kay tor pr bhi istemal kia ja sakta hai. Amlo ka murabba aur achar aur achar bhi dalte hain.
Amla bohot si beemariyon ka mosar ilaj hai. Taza amlo kay ras ko shehed mai milakar bohot si beemariyon mai istemal kia jata hai ise nihar mun khana hota hai. Is ka istemal jism ko ek nai quwat bakhshta hai jab taza phal mesar na ho to khuhsk aamle ka powder shehed kay saath istemal kia ja sakta hai.
Amla baalon ko kala karne aur in ki afzaish mai bohot ehem kirdar ada karta hai is kay ilawa ye burhape ko rokta hai, jism ko tawanai farahm karta hai aur mukhtalif beemariyon se bachata hai.
 
amla hair oil for hair growth in urdu and hindi, amla fruit benefits and uses in urdu and hindi,amla se beemariyon ka ilaj aur amla kay faide

Leave a Comment