Roza Rakhne wale ki Ahmiyat

Roza Rakhne wale ki Ahmiyat

Roza dar ki Ehmiyat Allah ne is tarha bayan ki hai ke wo jannat ke sab se behtreen darwaze se jannat mai dakhil honge.

Roza rakhne walon ki ehmiyat

Roza Dar ke liye tohfa | Importance of fasting person:

Jannat mai ek darwaza hai jise “Riyan” kaha jata hai. Is darwaza se qayamat ke din roza rakhne wale hi dakhil honge in ke ilawa koi aur dakhil nahi hoga kaha jaega ke roza rakhne wale kahan hain? Phir wo is darwaze se dakhil honge aur jab roza rakhne walon mai akhri dakhil hojaega to wo darwaza band hojaega aur phir koi us darwaze se dakhil nahi hoga.

Ramadan ki fazeelat ko koi nahi jhutla sakta hai kiun ke ye ek aisa mahina hai jis mai Allah musalmanon par rehmat ki barish barsata hai.

Jannat ka darwaza Riyan

Leave a Comment