Roza Dar ki dua Allah rad nahi karta

Roza Dar ki dua Allah rad nahi karta

Roza dar wo insan hai jo Allah ke liye khana peena chor deta hai to Allah uski dua kese rad kar sakta hai.

ramadan mai rozadar ki ehmiyat

Ramadan mai Rozadar par Allah ki Rehmat:

Nabi Kareem Peace Be Upon Him ne farmaya:

3 admiyon ki dua rad nahi ki jati:

1 – Aadil Hukmaran.

2 – Roza dar hatta ke roza iftar karle.

3 – Aur Mazloom.

Trimedhi # 3598 Hadees Hasn

Ramadan ki fazilat

ramzan ki barkatein

Roza Dhaal Hai By Muhammad P.B.U.H

Leave a Comment