Raat ko Roza Muqarrar Na Hone Ki Waja

Raat ko Roza Muqarrar Na Hone Ki Waja

Roza din mai kiun rakha jata hai aur raat mai kiun nahi rakha jata waja mundarja zel hai.

information about fasting

Information about Fasting in Ramadan in Urdu:

Choonke raat ka waqt biltaba’a tark shehwat o lazzat (tibi tor par sahulaton aur lazzaton ko chorne) ka hai lihaza agar raat ka waqt roza ke liye qarar dia jata to ibadat ko aadat se aur hukum shuru ke muqatazae taba’a se imtiaz (farq) na hota. Isi waste namaz tahajjud, waqt tilawat aur manajaat shab ko qarar dia gaya hai.

Ramzan ki fazilat aur ehmiyat urdu aur hindi mai

Leave a Comment