qaseeda-e-burda shareef ki fazilat in urdu

qaseeda-e-burda shareef ki fazilat in urdu 1

qaseeda-e-burda shareef ki fazilat in urdu

qaseeda-e-burda shareef ki fazilat in urdu
                                                              qaseeda e burda shareef
                                                       qaseeda-e-burda shareef ki fazilat
                                                                 qaseeda burda sharif
                                                      benefits of qaseeda-e-burda shareef.

QASEEDA-E-BURDA SHAREEF jo ke DUROOD-E-IMAM BOSERI ke naam se mashoor he.darasal ye sher qaseeda-e-burda ka nichorh he aur be panah deeni-o-dunyavi fawaid ka hamil he.jo shakhs ye DUROOD 100 martaba subha aur 100 martaba shaam men parhe iska dil ISHQ-E-RASOOL ALLAH S.A.W.W se moajzan ho jaey ga.aur agar RASOOL ALLAH S.A.W.W ki ziyarat ko madd-e-nazar rakhe ga to ziyarat se nawaza jaey ga.darasal DUROOD SHAREEF ko daimi tor par parhne wala ALLAH aur iske RASOOL S.A.W.W ka mehboob banda ban jata he.aur marne ke baad ise HUZOOR AKRAM S.A.W.W ki shifa’at se jannat mile gi.agar koi haajat pesh ho to 120 din tak 1500 baar rozana baad namaz-e-fajar ya baad namaz-e-esha QASEED-E-BURDA SHAREEF ko parhe INSHAH ALLAH NABI-E-KAREEM S.A.W.W ke sadqe haajat poori hogi.agar koi maali dushwari darpesh ho ya kisi ka qarz dena ho ya kisi se qarz wasool karna ho aur iski adaigi ya wasooli ki koi surat banti nazar na ati ho to 40 din tak QASEEDA-E-BURDA SHAREEF ko rozana 3125 martaba parhe.INSHAH ALLAH rizq men fori izafa ho jaey ga aur masla ho jaey ga.namaz-e-fajar ke baad rozana 11 martaba parhne se izzat aur shohrat men izafa hoga.12 saal tak rozana 11000 martaba parhne se darja-e-wilayat haasil hoga.

Leave a Comment