Nakseer ka Asan Gharelu Elaj in Urdu

Urdutotke provides you easy home treatment of nosebleed in Urdu and Roman Hindi.

nakseer ka asan gharelu ilaj in urdu

Easy home treatment of nosebleed:

Grmiyon ke mosam men garmi ki ziyadti se ya dhoop men zyada chalne ki wajah se aksar barhon aur bachon men nakseer phootne lagti he.nakseer phootne se dimagh kamzor ho jata he.agar aap ko nakseer ki bimari he to aap aamla ko ek din ke liye pani men bhigo den.is ke baad is pani ke 4 qatre rozana naak men daalen.INSHAH ALLAH aram aey ga.

Jab bhi nakseer bahe to piyaz kaat kar zarur soonghye INSHAH ALLAH aram mile ga.agar nakseer ko fori tor par band karna ho to peshani par baraf ki takor karen.kaafoor ko sirka men thorha josh de kar naak men tapkaeyn nakseer foran band ho jaey gi.sookhi mitti par thorha sa pani daal kar uski khushboo soonghne se bhi nakseer band ho jati.aamle khane se bhi nakseer phootna band ho jati he.

Leave a Comment