Gale me tonsil kharish dard aur waram ka ilaj

Gale me tonsil kharish dard aur waram ka ilaj

gale me dard ka desi ilaj Throat Pain Home Remedies in urdu

Gale ki sozish aur awaz bethne ka gharelu nuskha:

Mirch siyah – Heeng – Raai – Zafaran – hum wazan bareek peesen aur barabar shehed milakar mun mai rakhen aur is ka lu’aab chooste rahen. Agar awaz beth gai ho to awaz khul jati hai. Din mai 3 baar ek bara chamcha shehed ka chaat lia karen. Gale ki sozish door karne ke liye behad mufeed hai.

Shehed 2 tola ek pao pani mai hal kar ke gargare karen. Gale ki soozish , waram aur awaz beth jaen ke liye mufeed hai.

Garam garam doodh mai thora sa shehed aur thori si glycerine milakar garam garam chae ki tarha piyen. Gale ki sozish mai behad mufeed hai.

Next Tip:

Ringworm ka gharelu ilaj | Daad khaj khujli ka ilaj

Leave a Comment