Damma aur Khansi ka Asan Gharelu Elaj in Urdu

Urdutotke provides you easy home treatment of cough in Urdu and Roman Hindi.

damma aur khansi ka asan gharelu ilaj in urdu

Easy home treatment of cough:

  1. Damma aur khansi ke liye taza umda jamun agar mukammal mosam men baqaida khaya jaey to damma aur daimi khansi ke marizon ko shifa hasil hoti he.is ke elawa jamun bhook aur hazme ki taqat ko bhi barhata he.seene ke dard ko bhi tehleel karta.
  2. Damme ki shikayat hone ki soorat men piyaz ka istemal barha len aur jitna mumkin ho piyaz khaen take aap ke nizam e tannafus ki naliyon ki tangi door ho sake.
  3. Ek chamcha shehed aur adha chamcha adrak ka pani mila kar is men barik siyah pisi hui mirch chirhak kar subha nehar moo aur raat ko sote waqt khaeyn.damma khatam ho jaey ga ye ek moassar ilaj he.

Leave a Comment