Wazu Ke Faraiz in Urdu

67 / 100

Wazu Ke Faraiz:

     wazu karne ke faraiz in urdu

Wazu ka mandarja baala tariqa sunnat ke mutabiq he:

Wazu men baaz cheezen farz hen agar in men se 1 bhi cheez choot jaey ya kuch kami reh jaey to wazu nahi hota aur aadmi be wazu rehta he.wazu men sirf 4 cheezen farz hen.

  1. Ek martaba sara moo dhona.
  2. Ek ek baar kohniyon samet dono haath dhona.
  3. Ek baar 1/4(chothai) sar ka masah karna.
  4. Ek ek martaba takhno samet dono paon dhona.

Itna karne se wazu ho jaey ga lekin sunnat ke mutabiq wazu karne se wazu kaamil hota he aur zyada sawab milta he.

Har musalman ko har waqt baa wazu rehna chahye.

Leave a Comment