Ramzan Ke masail urdu aur hindi mai

Ramzan Ke masail urdu aur hindi mai

Is post mai hum ne janenge Ghair Muslim ki Iftari aur Ramzan mai Maghrib ki Jamat ke baray mai.

Ramzan mai Maghrib ki Jamat

Ghair Muslim ki Iftari:

Ghair Muslim ki iftari se iftar karna jaiz aur durust hai. (Fatwa Darul Uloom)

Ramzan mai Maghrib ki Jamat:

Ramzan mai maghrib ki azan ke baad jamat mai itni takher behter hai ke itmeenan ke saath roza dar kha pee kar jamaat mai shirkat kar sake. Lihaza azan ke baad 10 12 minute taakhair afzal hai. Ghair Ramzan mai ye hukum nahi hai. (Fatwa Darul Uloom)

Leave a Comment