Ramazan Rehmaton aur Barkaton ka Mahina in Urdu

Urdutotke provides you barakat of ramadan in Urdu and Roman Hindi.

ramazan rehmaton aur barkaton ka mahina in urdu

Barakat of ramadan:

Jab RAMAZAN-AL-MUBARAK ki pehli raat aati he to rehmaton ke darwaze khol diye jate hen aur shetanon aur sar kash jinno ko jakarh diya jata he.jahannum ke darwaze band kar diye jate hen in men se ek darwaza bhi khula nahi rehta aur jannat ke darwaze khol diye jaate hen in men se ek darwaza bhi band nahi rehta.RAMAZAN ke mahine men ek raat aisi he jo hazar raaton se behtar he.jo iski bhalai se mehroom raha to tehqeeq se sabit hua he ke wo mehroom ho raha.ramazan ul mubarak ki barkaton ka shumar likhna ham insano ke bas se baher hen.ramazan ul mubarak ki barkaten to sirf aur sirf Allah aur uske Mehboob (S.A.W.W) hi jante hen. 

Leave a Comment