Pethe ki Sabzi ke Faide in Urdu

Urdutotke provides you benefits of pumpkin in Urdu and Roman Hindi.

pethe ki sabzi ke faide in urdu
Benefits of pumpkin:
  1. Pethe ki sabzi ke bhi boht sare faide hen.mede ke liye ye boht hi faide mand he.pet ko thanda rakhti he.jin logon ko garmiyon men nakseer ke phootne ki shikayat hoti he to pethe ka ras subha nehar moon pine se nakseer ki shikayat khatam ho jati he.
  2. pethe ka ras jigar,khoon aur pet ke liye boht faide mand he.pethe ka ras masane ki garmi aur urine infection ko bhi door karta he aur peshab ki jalan bhi khatam karta he.garmiyon ke mosam men is sabzi aur is ke ras ka istemal be had faide mand he.ye aapki skin problem ko bhi door karta he.

Leave a Comment