Onion Peel Benefits in Urdu

Urdutotke provides you benefits of onion peel in Urdu and Roman Hindi.

onion peel benefits in urdu
Benefits of onion peel:
  1. Pyaz ki afadiyat ke baare men to aapne suna hi hoga magar kiya aapko pyaz ke chilkon ke faide maaloom hen?
  2. Pyaz ke chilkon ka istemal;pyaz ke chilkon ko ek jaar men daalen aur is men ubalta hua pani daalen.ab is pani ko 15 mint tak parha rehne den aur neem garam ho jaey to chaey ki tarah pi len.
  3. Pyaz ke chilkon ke istemal se kai bimariyon se bacha ja sakta he.
  4. Pyaz ke chilkon men mojood vitmin A,C aur E ki wajah se jahan ye vitamin ki kami ko poora karta he wahin ye fiber aur anti oxidense se bhar poor he.is ke istemal se neend pur sukoon aati he aur becheni door hoti he.
  5. Pyaz ke chilkon ka qehwa bana kar 1 tab sp shehed daal kar pine se cholestrol kam hota he aur blood pressure ko normal karta he aur jism ko taqatwar banata he.
  6. Pyaz ke pani se sar dhone se baal naram aur mulaim hote hen.dibetes,motapa,cancer aur mede ki takaleef jesi bimariyon se bacha ja sakta he.

Leave a Comment