Namaz e janaza ki dua masnoon duain

Namaz e janaza ki dua masnoon duain

janaza duanamaz e janaza ki dua Namaz e Janaza prayer in urdu:

Darj bala dua khususi tor par sirf mard ke liye hi ki ja sakti hai jab ke mundarja zel dua jo Hazrat Abu Huraira R.A se marwi hai amoomi tor par mard aur aurat donon ke liye ki jati hai, inhon ne farmaya ke Rasool Allah Peace Be Upon Him jab namaz janaza parhte to farmate.

Dua ap image mai dekh sakte hain aur jis ka tarjuma mundarja zel hai.

“Aye Allah! Bakhsh de hamare zindon ko aur murdon ko, haazir rehne walon aur gaaib rehne walon ko hamare chote aur bare ko aur hamare mardon aur aurton ko. Aye Allah! Ap jise zinda rakhen hum se to is ko zinda rakhiye islam par aur jis ko wafat den hum mai se to wafaat dijiye is ko iman par. Aye Allah! Na mehroom kar hum ko is ke ajar se aur na fitne mai daal is ke baad.”

masnoon duain,
islamic dua,
qurani duain,
dua islam

Leave a Comment