Likoria ka Asan Gharelu Elaj in Urdu

Urdutotke provides you home treatment for likoria in Urdu and Roman Hindi.

likoria ka asan gharelu elaj in urdu

Home treatment for likoria:

  1. Likoria aurton ki bimari he.jo ke insani jism ko ghun ki tarah chaat jati he.agar jangli beron ki jarh ki chaal kisi saya daar jagah par rakh kar khushk kar li jaey aur 4,4 ratti subha sham khai jaey to 8 se 10 din men is moozi marz ki jarhen ukharh jati hen.elawa azeen ye dawa kasrat-e-hez,khooni pecheesh,bawaseer aur nakseer ke liye bhi mufeed o mujrib he.ye zanana quwat ke liye shandar nuskha he.
  2. Aamla powder 2 tea sp shehed men daal kar subha shaam istemal karen.
  3. Subha naashte men angoor ya seb ka juice istemal karen.
  4. Taza phal aur sabziyan zyada se zyada istemal karen.

Leave a Comment