Health Benefits of Watermelon Seeds in Urdu

Urdutotke provides you health benefits of watermelon seeds in Urdu and Roman Hindi.

health benefits of watermelon seeds in urdu
Health benefits of watermelon seeds:

Tarbooz to har koi shoq se kha leta he lekin is ke beej ko har koi fuzool samajh kar phenk deta he.tarbooz ke beej men protien wafir miqdar men paya jata he jo ke baalon aur naakhuno ke liye boht faide mand he.aur tarbooz ke beej ghizaiyat se bharpoor hote hen.tarbooz ke beej men Potassium,magnessium,iron,zinc,phosphorus aur copper mojood hote hen.tarbooz ke beej men vitamins aur minerals bhi shamil hote hen.1 mutthi tarbooz ke beejon ko pani men ubaal kar chai ki tarah pine se aapki jild boht achi ho jati he.tarbooz ke beej dibetes ke marizon ke liye bhi boht faide mand hen.tarbooz ke beej blood pressure ke marizon ke liye boht faide mand hen blood pressure ko normal rakhta he aur dil ko taqat deta he.tarbooz ke beej ko bhoon kar khane se baal naram aur shiny hote hen.tarbooz ke beej ko pees kar iska qehwa bana kar pine se gurdon ki safai karta he aur gurdon ko mazboot banata he.

Leave a Comment