Har Cheez men Barkat ki Dua in Urdu

Urdutotke provides you dua for barkat for everything in Urdu and Roman Hindi.

har cheez men barkat ki dua in urdu
har cheez men barkat ki dua in urdu
Har Cheez men Barkat ki Dua in Urdu 1
Har Cheez men Barkat ki Dua in Urdu 2
 

Dua for barkat for everything :

Ye AYAAT ghar aur karobar men khero barkat ke liye boht akseer hen aur khususan qarza ada karne ka jab koi zarya na ban raha ho to in AYAAT ko rozana 41 martaba 41 din tak parhne se qarza utarne ka zarya ban jata he.iske ilawa jo shakhs in AYAAT ko baad namaz-e-fajar 1 martaba rozana parhne ka maamool bana len to is ke rizq men izafa ho jaey ga.agar koi shakhs ghurbat ka shikaar ho to ise chahye ke baad namaz-e-jumma in AYAAT ko 11 martaba 11 jumme tak isi tarah kare INSHAH ALLAH iski ghurbat door hone ke asbaab peda ho jaen ge.

Leave a Comment