garlic(lehsan) health benefits in urdu

garlic(lehsan) health benefits in urdu 1

garlic(lehsan) health benefits in urdu

garlic(lehsan) health benefits in urdu
                                                            garlic health benefits
                                                         health benefits of garlic
                                                           importance of garlic
                                                            raw garlic benefits
                                                         benefits of garlic pills.

garlic(lehsan) umuman 2 qismo ke hote hen ek desi aur dosra farmi.faide to wese dono ke hi boht hen magar desi garlic faide aur zaiqe ke lehaz se zyada ehemiyat ka hamil he banisbat farmi garlic ke.is liye koshish kiya karen apni roz marra ki zindagi men desi garlic ka istemal zyada kiya karen.garlic ko nehar moon khane ke boht se faide hen.garlic ko nehar moon khane se high blood pressure control men rehta he.diabetes ko kam karta hen.khoon ko saaf karta he.khoon ko patla karta he aur colestrol ko khatam karta he.khoon ki naaliyon men jame hue khoon ko saaf kar ke khoon ki rawani ko bahal karta he.pet ke becteriya ko kamzor karta he.bhook barhata he.jism ki charbi ko kam karta he motapa door karta he.kharish ko khatam karta he.tabkheer-e-meda ke liye akseer he.garlic ka istemal se cancer se mehfooz rakhta he.garlic khano ka zaiqa barhane ke sath sath mukhtalif beemaryon se bhi bachata he.garlic joaint pain men bhi mufeed he.garlic ko sarson ke oil men jala kar is oil ko thanda kar ke sardi se lagne wale thand se bachne ke liye seene pe malish karen.aur kisi bhi chot ke dard men isi tel ka istemal kar sakte hen.

Leave a Comment