elaj-e-azam ya shaheedo benefits in urdu
ya shaheedo
isme azam
isme azam in quran
isme azam dua
ism e azam its benefits
isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
“YA SHAHEEDO (HAAZIR-O-NAZIR,WO JO HAR JAGAH MOJOOD HE AUR TAMAM KAAEYNAAT KA NIGRAN HE)”.
jis shakhs ki bivi ya aulaad na farmaan ho wo subha ke waqt is ki peshani par hath rakh kar 21 martaba YA SHAHEEDO parh kar dam kare INSHAH ALLAH farmanbardaar ho jaey gi baaz ulma ke nazdeek 21 ke bajaey 31 baar parhna zyada mufeed he.
ahl-e-maratib aur shahadat ke mutmani hazraat ke liye ye ism YA SHAHEEDO boht munasib aur mufeed.
ye ism-e-mubarak YA SHAHEEDO subha ke waqt aasman ki taraf moo kar
ke 21 martaba parha jaey to aulaad nek kirdar aur parhezgaar ho jaey gi.
Related