Benefits of Green Tea in Urdu and Roman Hindi

green tea ke faide in urdu

Sabz Chae Peene ka Faiday:

Sabz chae ka naam sab ne sun rakha hai. Aj is ke fawaid par roshni daalte hain ke ye chae hamare liye kis tarha mufeed hai. Ek haalia report mai pata chala hai ke ek cup rozana sabz chae peene wale log kabhi motape shikar nahi hote aur is mai kuch aise ajza shamil hote hain jo ap ke daanton ko kharab hone se bachata hai aur mazeed fawaid mundarja zel hain.

  1. Haddiyon aur daanton ko kamzor hone se bachati hai.
  2. Jism ka metabolic rate tez karti hai.
  3. Cancer se bachati hai.
  4. Dil ki bimari ke khatrat ko kam karti hai.

Leave a Comment