Kitchen Recipe in Urdu

Coconut chutney ramadan special iftar recipes

Coconut chutney ramadan special iftar recipes

Coconut Chatni Food Recipe in Urdu and Hindi:

INGREDIENTS:

taza narial badra 1 adad

zeerah 20 gram

chane ki daal 50 gram

adrak 50 gram

sabz mirch 4 adad

imli,namak hasb zaiqa

MEHTOD:

sab say pehle chane ki daal aur zeerah ko bhon kar bareik piss len.nariyal ko kaodkash kar len.phir adrak aur sabz mirch bhi piss len.ab in sab ko phaint kar yakjan kar len.phir is men namak mila den aur thora imli ka pani mila den lejiye ab ye laziz chatni taiyar hay.

اجزاء

تازہ ناریل بڑا 1 عدد

زیرہ 20 گرام

چنے کی دال 50 گرام

ادرک 50 گرام

سبز مرچ 4 عدد

املی ،نمک حسب ذائقہ

ترکیب

سب سے پہلے چنے کی دال اور زیرہ کو بھون کر باریک پیس لیں .ناریل کو کدوکش کر لیں .پھر ادرک اور سبز مرچ بھی پیس لیں .اب ان سب کو پھینٹ کر یکجان کر لیں .پھر اس میں نمک ملا دیں اور تھوڑا املی کا پانی بھی ملا دیں لیجئے اب یہ لذیز چٹنی تیار ہے .

sukhe nariyal ki chatni iftar recipes
white coconut chutney iftar recipes
coconut chutney recipe in hindi

Recent Posts

Maash daal gosht recipe pakistani

Maash daal gosht recipe pakistani Maash Daal Gosht Food Recipe in Urdu: Ingredients bakre ka…

2 weeks ago

Reshmi chicken recipe in urdu

Reshmi chicken recipe in urdu Reshmi Chicken Banane Ka Asaan Tariqa: Ingredients: murghi ka gosht…

2 weeks ago

Chicken dum pukht recipe in urdu

chicken dum pukht recipe in urdu Chicken Food Recipe in Hindi and Urdu: Ingredients: murghi…

2 weeks ago