yakhni pulao recipe in urdu
yakhni pulao recipe in urdu
yakhni biryani recipe in urdu
yakhni pulao
yakhni pulao.
ingredients;
baspati rice = 1/2 kg
gosht = 1/2 kg (koi bhi gosht ho)
mix garam masala = 1/2 chatank
jaifal = 1/2
javitri = 3 se 4 dane
namak = hasb-e-zarurat
adrak = 1 inch ka tukrha
lehsan = sabit 1
sabit dhanya = 1/2 chatank
tamatar = 1 pao
pyaz = 1 (chili hui)
pyaz = (tali hui) 1 pyali
adrak lehsan = 3 se 4 tab sp pisa hua
oil = 1 cup
method;
gosht men garam masala,sabit dhanya,sabit lehsan,sabit adrak,1 sabit pyaz chili hui,namak aur 4 glass pani daal kar itna pakaen ke yakhni 3 glass reh jaey.agar chicken he to 10 mint paka kar yakhni se nikal len aur yakhni ko pakne den.aur agar beef he to gosht galne tak pakaen.chawal saaf kar ke 10 mint ke liye bhigo den.ab 1 degchi men oil garam kar ke pisa hua adrak lehsan daal kar bhoone aur sath hi tamatar aur jafal javitri daal den aur gosht daal kar 10 mint tak bhoone ab is men yakhni daal den.yakhni men ubaal ajaey to chawal daal kar pakaen chawal tayyar ho jaey to opar se tali hui pyaz daal den.
Related