Depression aur weham ka desi ilaj in urdu

Depression aur weham ka desi ilaj in urdu

wehem ki bimari wehem ka ilaj

Weham aur shaitani waswaso ka desi ilaj:

Agr mareez ko weham ki zyadti ki waja se junoon/ pagal pan ka dar horaha ho, din bhar tarha tarha ke khayalat satate rehte hon, neend bohot kam aati ho to neeche likhe hue nuskhe istemal karen. Is kay mutawatir 21 din ke istemal se ye beemari door hokar mareez ki tabiyat durust hojati hai.

1 – Tarbooz ke gooday ko nichor kr nikala hua pani pao bhr, gaaye ka doodh pao bhar, misri dhai tola, ek safed bottle mai daal kar raat ko chand ki roshni mai kisi khonti waghera par latkaden aur subah nihar mun hi mareez ko piladen. Isi tarha 21 din tak pilate rahen. Din ba din mit’ta jaega.

2 – Magaz takhum tarbooz ek tola raat ko pani mai bhigoden aur subah ghoot kar is mai 2 tola misri aur 3 tola gaaye ka makhan milakar khilaya karen.

Is se weham door hojata hai. Agar 4 adad ilaichi khurd bhi milalen to behter hai.

depression treatment in urdu

depression ka ilaj

Next Urdu Totkay:

Balkhora ka gharelu ilaj Urdu totkay

Leave a Comment