Uses & Health Benefits of Pomegranate – Anar Ke Faide in Urdu

Uses & Health Benefits of Pomegranate – Anar Ke Faide in Urdu

Uses & Health Benefits of Pomegranate - Anar Ke Faide in Urdu Uses & Health Benefits of Pomegranate - Anar Ke Faide in Urdu Uses & Health Benefits of Pomegranate - Anar Ke Faide in Urdu Uses & Health Benefits of Pomegranate - Anar Ke Faide in Urdu

Anaar ki khususiyat aur Quran mai is ka zikar : 

Anaar ka rang surkh-o-sabz hota hai jab kay is kay daano ka rang safed hota hai. Is ka mizaaj sarotar hai.

Anaar kay fawaid :

1 – Anaar piyas ko taskeen deta hai.
2 – Huzoor Sallalaho Alaihi Wasallam ko anaar bohot pasand tha. Ap Sallalaho Alaihi Wasallam ne farmaya kay anaar bedana, bahi, seb, safed angoor aur hurma taza jannat kay maiwe hain aur anaar se mutalliq mazeed farmaya kay “Anaar sab maiwon mai behtreen hai.
3 – Farman-e-nabi Sallalaho Alaihi Wasallam hai kay ek phal mai sirf ek dana rohani khususiyat ka hamil hota hai kiun kay is mai jannat ka pani hota hai. Is kay ilawa farmaya kay jo shakhs ek dana anaar saalam khae to 14 din tak shaitan is kay dil ki roshni se door rehta hai. Is tarha 3 anaar dane bek waqt khane se shaitan is kay dil ki roshni se ek saal tak door rehta hai. Is tarha banda gunahon se paak bhi rehta hai.
4 – Anaar kay andar Vitamin C, Fosforus, Sodium, Calcium aur Sulphur ki khasi miqdar pai jati hai jo insani sehat kay liye zaruri ansar hai.
5 – Anaar ka Quran Pak mai teen (3) soorton mai zikar aya hai. Soorah Inam ki ayat number 100 aur 42 aur soorah Rehman ki ayat 68-69 aur insano ko teeno bar hi nasihat ki gai hai.

Leave a Comment