Turnip(Shaljam) Benefits in Urdu

Urdutotke provides you benefits of turnip in Urdu and Roman Hindi.

turnip(shaljam) benefits in urdu

Benefits of turnip:

  1. Shaljam ek qabz kusha sabzi he jo ke mede se ghalazaton ko nikal deta he.
  2. Shaljam men jigar ki pathri ko torhne ki bhi salahiyat mojood he.
  3. Shaljam ka istemal basarat ko mazboot karta he.
  4. Shaljam ka istemal bhook barhata he.jildi amraz men shaljam ka khana mufeed he.shaljam dawa aur ghiza dono tarah se istemal hota he.
  5. Shaljam ke beej shaljam se zyada faide mand hote hen.
  6. Shaljam khane walon ko kamar dard aur dard-e-gurda kabhi nahi hota.
  7. Shaljam khushk khansi men be had mufeed he.na sirf naya khoon banata he balke masfi khoon bhi he.ye jism ko taqatwar banata he.aur badan ki kamzori ko door karta he.jigar ko bhi taqat deta he.shaljam balgham peda karta he magar namak laga kar khane se ye aarza nahi hota.

Leave a Comment