Skip to content
teeth whitning at home in urdu
teeth whitning
1; teeth whitning ke liye sab se best miswak he is se daanton ki har beemari bhi door ho jati he.
2; teeth whitning ke liye dandase ka istemal karen.is se teeth saaf or chamakdaar ho jate hen.
3; teeth whitning ke liye lemo ke chilke daanton par malne se daanton ka peela pan or chaey ke dhabbe bhi door ho jate hen.
4; teeth whitning ke liye koele ke safoof se daant male.
5; teeth whitning ke liye namak or khane ka soda mila kar brush karen.
6; teeth whitning ke liye sarson ke tel men namak mila kar daanton par malne se daant safed or chamak daar ho jate hen.
7; teeth whitning ke liye lemo ke chilke sukha kar pees len or is men namak mila kar rozana is se daant saaf karen.
8; teeth whitning ke liye khane ke sode men lemo ka ras itna milaen ke pest ban jae is pest se daanton par brush karen.
Related