Special Nargisi Kofta Recipe in Urdu

Urdutotke provides you recipe of special nargisi kofta in Urdu and Roman Hindi.

Recipe of special nargisi kofta:

Ingredients:

  1. Beef  –   1/2 kg
  2. Adrak  –  zara si
  3. Sabit garam masala  –  1 tab sp
  4. Chane ki daal  –  1/2 cup
  5. Ande  –  10 se 12 adad
  6. Lehsan  –  4 jawe
  7. Hari mirchen  –  6 adad
  8. Hara masala kata hua  –  thorha sa
  9. Oil  –  fry ke liye hasb-e-zarurat
  10. Piyaz  –  1 adad
  11. Namak  – hasb-e-zarurat

Method:

Gosht men thorha sa sabit garam masala,chane ki daal,hari mirchen,2 cup pani,thorhi si adrak aur 4 jawe lehsan ke daal kar paka len.jab gosht gal jaey to ise barik pees len.barik peesne ke baad namak or 1 kacha anda bhi mila len.thorha hara masala bhi barik kaat kar mila len.10 se 12 adad ande sakht boil karen aur is par keema laga kar kofta tayyar karen.ab oil garam kar ke in kofton ko fry kar len.

Recent Posts

4 Cheezen Rizq, Nazar, Aqal Aur Taqat Barhrati Hain

https://www.youtube.com/watch?v=WXujnZ8WStw

7 months ago

Health Tips in Urdu and Hindi

https://www.youtube.com/watch?v=AxeLTwTGzls

7 months ago

Totkay in Urdu | Gharelo Totkay in Urdu

https://www.youtube.com/watch?v=tTpW7X8_nfo

7 months ago