Home Remedies for Hair Removal Facial in Urdu

beauty tips in urdu

Home Remedies for Hair Removal Facial in Urdu Chehre par se baal khatam karna: Besan ko pani mai ghol kar chehre par lagaen. Jab ye halka khushk hojae to ise hath ki madad se kharach kar utarlen, is se baal jar se nikal aenge. Pani mai namak daal kar sooti kapre se ise chehre par … Read more

Aleo Vera Urdu Tips for Acne Skin

aloe vera for skin benefit

Aleo Vera Urdu Tips for Acne Skin Aloe Vera for Acne Skin and Scars in Urdu: Ye Aloe Vera ka murakkab chehre pr lagane se oil khatam karta hai aur skin ko chamakdar aur jandar banata hai. Ajza: Aloe Vera ka gel Pisa hua adrak ek chamach besan ek chamach Banane ka Tarika: Ek chamach … Read more

Rang gora karne ka totka in urdu

chehre ko glowing kaise banaye

Rang gora karne ka totka in urdu Agar ap rang gora karna chahte hain hamare is formule ko zaroor try karen. Insha Allah apko faida hoga.   Rang gora karne ka formula cream: Assalam o Alaikum dosto! Aj hum apko bataenge kay ap apne chehre ka tamam mel kuchail kese asani se nikal sakte hain … Read more

Pimples on face treatment at home in hindi

keel mahase khatam karen ka nuskha

Pimples on face treatment at home in hindi Pimple treatment in hindi: Masoor ki daal 100 gram, mooli kay beej ka chooran 50 gram, Haldi aur sangtare kay chilke ka chooran in sab ko milakar in sab ka paste banalen aur raat ko kache doodh mai milakar rakh den. Subah ubtan kay tor par istemal … Read more

How To Do Skin or Face Polish at Home in urdu and hindi

How To Do Skin or Face Polish at Home in urdu and hindi

How To Do Skin or Face Polish at Home in urdu and hindi Face Polishing Home Remedies in Urdu and Hindi: Ahiya : Skin Shiner —– Ek Chamach Soothing Lotion —– Ek Chamach Bleach Powder Mild —– Ek Khane ka chamach Oxidizing Emulsion —– Do khane kay chamche Khushk Doodh —– Nisf Chae ka chamcha … Read more

How to Get Rid of Painful Cracked Lips in urdu and hindi

How to Get Rid of Painful Cracked Lips in urdu and hindi

How to Get Rid of Painful Cracked Lips in urdu and hindi   Honto Ko Phatne Se Bachane Aur Gulabi Karne Ke Totkay: Sandal ka tel aur custer oil sardiyon main phate honton kay liye liye bhi kaar amad hai. Sardiyon mai is ka baqaida istemal phate honton ko aram deta hai air inhen surkh … Read more

Solutions of skin problems naturally in urdu and hindi

Solutions of skin problems naturally in urdu and hindi

Solutions of skin problems naturally in urdu and hindi   Treatment of skin diseases in hindi and urdu: 1 – jildi imraz kay liye lehsun ka ras ek behtreen dawa hai. 2 – Naariyal, bila shuba jild kay liye na sirf ek behtreen tonic hai bal kay jildi kharish chehre ki jharriyan mitane kay liye … Read more

How to clean sensitive skin naturally in urdu and hindi

Desi Urdu Tips for cleansing Skin in urdu and hindi

How to clean sensitive skin naturally in urdu and hindi  Desi Urdu Tips for cleansing Skin in urdu and hindi: Ek chamach badam ki giri baareek kuti hui (yani safoof) nisf chamach maalte ka ras, nisf chamach doodh, inhen mix kar kay ek khushk martban main daal len. Tariqa-e-Istemal: Apni hatheli par ooper banae gae … Read more

Health benefits and characteristics of plants in urdu and hindi

Health benefits and characteristics of plants in urdu and hindi

Health benefits and characteristics of plants in urdu and hindi Arjan, Neem, Chandan, Aloevera, Khadar, Yashti Madhu, Harpara, Shalmeli aur papita kay beshumar khususiyat aur fawaid hain jo ap is post mai janenge. Mukhtalif Iqsam kay plants ki khususiyat aur fawaid: Arjan : Is mai jild tandrust karne kay ajza pae jate hain. Neem : … Read more

How to remove dark circles and burned skin in urdu

How to remove dark circles and burned skin in urdu

How to remove dark circles and burned skin in urdu   Jild ka jal jana (Home remedies for removing spots of burned skin in urdu): Do chamach tamatar ka ras aur chaar chamach butter milk chehre par lagaen aur aadhe ghante kay baad dho dalen. Zetoon ka tel sirkay mai milakar nahane se ek ghanta … Read more