shilajit health benefits in urdu
shilajit benefits
benefits of shilajit
shilajit health benefits
shilajit benefits in hindi
shilajit gold benefits.
shilajit quraquram aur himaliya ke paharhon se nikalne wala ek mada he.shilajit ek behetreen qudrati anti aging supliment he.shilajit men 85 se zyada minrales hen.jo ke ek hi waqt men kai bimariyon ke liye karamad dawa he.shilajit umar barhne ke sath sath lahaq hone wali kamzori aur bimari ke khilaf difa karti he.shilajit nehayat hi taqatwar,qudrati aur be zarar khorak he is liye shilajit ko paharhon ka paseena bhi kaha jata he.shilajit kisi bhi umar ke mard-o-khawateen dono istemal kar sakte hen.mardana kamzori men agar mardangi bilkul zero pe ho to shilajit ka istemal 27% chanse peda kar sakti he.shilajit afzaish-e-nasal ke jaraseem ko barha deti he.shilajit anduruni kamzori ko khatam kar ke timing aur aaza makhsusa ko bilkul jawan bana deti he.khawateen men mahwari ki betartibi ke liye bhi shilajit behetreen dawa he.shilajit ka mustaqil istemal har tarah ki susti,kamzori,thakawat aur dipresion ka khatma kar deti he.shilajit diabetes,haddi aur jorhon ka dard ya kamzori aur boht sare masail ke liye faide mand he.